Pyar Ke Jadoo

Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela Main Deewana
Hai Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Tu Albela Tu Mastana
Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela Main Deewana
Hai Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Tu Albela Tu Mastana
Are Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela Main Deewana
Hai Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Tu Albela Tu Mastana

Palko Ki Gali Mein Tha Tera Basera
Raatbhar Kal Maine Khwaab Dekha Tera
Kaise Main Bataun Kaisi Thi Betaabi
Ek Pal Kahinaa Chain Tha Zara Bhi
Muhjse Kehta Hai Mera Dil
Ab To Tujhko Yaar Mushkil Hai Samjaana
Tu Albela Tu Mastana
Are Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela Main Deewana
Hai Bada Paagal Na Tune Itna Jaana

Tune Dhadkano Mein Kaisa Jadoo Daala
Jhum Ne Laga Hai Mera Mann Matwala
Dekhu Jo Tujhe To Behkhudi Si Chhayee
Naam Loon Jo Rab Ka Naam Tera Aaye
Meri Jaan Pe Hai Tera Hak
In Baaton Se Main Abhi Tak Tha Begaana
Main Albela Main Deewana
Hai Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Tu Albela Tu Mastana
Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela Main Deewana
Haan Tu Albela Tu Mastana
Main Albela Main Deewana

Comments

Post new comment

CAPTCHA
This question is for testing whether you are a human visitor and to prevent automated spam submissions.

Advertisement

Site best viewed in 1024x768 resolution
© 2007 Bollywood.com. All Rights Reserved.
Privacy Policy | Contact us
Powered by:Open Source Solutions